4 marla hai 272 marba 5 marla banta hai regiesteri intiqal mere name hai pani ka bohr hua hai bijli ka meter laga hai bharti dali hai 2 kamray ki dewarain hui hai just lanter dalna hai 20 foot ki gali hai corner wala plot haia sath he town hai sara kuch hua hai just lanter dalna hai baqi deawarian onchi hain main say 2 mint ki doori par hai